शायरी एक अभिव्यक्ति का वो जरिया है, जो न केवल व्यक्ति की मन स्थिति को
व्यक्त करता है बल्कि उसके मन को काल्पनिक आनंद की अनुभूति करवाता है।
प्राचीन समय से चली आ रही इस अभिव्यक्ति की शैली को जिन्दा रखने का एक
प्रयास इस 'शायरियां' लेबल के पोस्ट्स में कर रहा हूँ, मुझे आशा ही नही बल्कि पूर्ण विश्वाश है की ये शायरियां आपको
जरुर पसंद आएगी।
Shayari ek abhivyakti ka vo jariya hai, jo na kevala vyakti ki man
sthiti ko vyakt karta hai balki usake man ko kalpanik anand ki
anubhuti bhi karavata hai. Prachin samay se chali aa rahi is abhivyakti ki shaili ko jinda rakhne ka prayas me is lable 'shayariyan' ke posts ke dwara kar raha hun, mujhe aasha hi nahi balki puran wishwash hai ki ye shayariyan aapko jarur pasand aayegi.
No comments:
Post a Comment